Aaye raam mere
Main ab raahgir nahi
Apne hi gahr main
Ab main athiti nahi
Baagho se kae phool, laya hoo mai,
Raah main prabhu ke, bhichaunga mai.
Aaye hai prabhu Ram mere,
Margdarshi banu main aaj tohre.
Bhakti ka paath sikha-e-ye,
Aaye hai aaj Shri Ram mere!
Intezaar jo 'khuda' ka tha taqdir main likha
Tohre darshan se hua hai aaj poora
Abke ghar launtna hai mujhe,
Aag-ya de prabhu, jaane ki mujhe!
Main ab raahgir nahi
Apne hi gahr main
Ab main athiti nahi
Baagho se kae phool, laya hoo mai,
Raah main prabhu ke, bhichaunga mai.
Aaye hai prabhu Ram mere,
Margdarshi banu main aaj tohre.
Bhakti ka paath sikha-e-ye,
Aaye hai aaj Shri Ram mere!
Intezaar jo 'khuda' ka tha taqdir main likha
Tohre darshan se hua hai aaj poora
Abke ghar launtna hai mujhe,
Aag-ya de prabhu, jaane ki mujhe!
No comments:
Post a Comment