Thursday, June 16, 2016

Waqt ke Paaband

Waqt ke paband tum bhi ho aur hum bhi
Mukammal hota nahi chahe jo mann sabhi

Mohabbat ki har raah kathin hain magar
Nibahne main maza bhi toh hain par

Toh karo woh jo chahe tumhaara dil
Kyunki waqt ki reth jo nikli hatheliye se toh lautegi na woh phir!