Monday, March 25, 2019

Nagada

Suno suno, bado ka farmaan hai aaya
Pado pado, haqeeqat hain likhne ka ziqr hai kiya

Jagana hai avaam ko toh ab shama jalega
Jis jis ka kahi zikr nahi, woh sab kavi likhega

Jo nahi dikhta woh ab yeh kalam dikahyega
Jo nahi sunta usko ab kavi sunayega.

Siyasat ke shor main ab ek goonjh uthegi
Nagade se yeh lakhaar ab har jaha sunayi degi.

No comments:

Post a Comment