Sunday, October 11, 2015

Arzooo

Laga tha ki usse paana hoga asaan
Laga tha usse milna hoga assan

Laga tha mohabbat hogi asaan
Laga tha dil haarna hoga asaan

Par kya pata tha, tujhe manaana hoga na asaan,
Tujhe paana nahi koi avayen sa kaam

Ub jaana tumhaara mujshe hoga aasan
Aur chod dena raah main hoga bahut aasan

Hain kavi ki aarzoo bas
Agar hain chala rah pe jo hain khatin bahut
Sakshi hain khuda tera, chod uspe jo hoga aage tera.

No comments:

Post a Comment