Sunday, September 15, 2019

Amazing Lyrics - Part 3

Kabhi kabhaar sandesha de de
Kya hai tera haal
Rut pardesi rakhti hogi
Shayad tera khayaal

Yaad hai pipal ke jisake ghane saaye the
Hamane gilhari ke jhhute matar khaaye the
Yeh barqat unn hazrat ki hai
Pehali baar mohabbat ki hai, aakhari baar mohabbat ki hai

Lena-dena nahi duniya se mera
Bas tujh se mujhe kaam hai
Teri aankhiyon ki shehar mein
Yara sab intezaam hai



Ho... Main Hi Toh Hoon, Tera Pata
Hai Doosra Na Koi Raasta
Aaye Mujh Tak Wo Tumko Jo Ho Dhoondta
Meri Khamoshiyon Mein Hai Tu Bolta

Song Credits
1. Je Ve Soneya
2. Pehli Baar Mohabbat
3. Zehnaseeb
4. Mahi Ve

No comments:

Post a Comment