Thursday, December 26, 2013

Kehta hain kavi

Jab chand ne nikalne se inkaar kiya,
Toh taaro ne aasma ko jag maga diya
Jab sooraj ne abhimaan kiya
Toh chanda ne sooraj ko Hi ood liya
Jab khuda ne insaan banaya toh saath hi hume yeh dil diya
Aur us dil se nikle prem ko abhimaan ne gher liya

Kehta hain kavi ki koi nahi patthar dil,
Kyun ki har dil ko jeetna - is dilne hain sikha.

Monday, December 16, 2013

Badle hue se kyun

Badle nahi hain hum
Shayad kabhi zaroorat nahi padi
Agar badle bhi toh hum
Sirf unke liye jhine humaari badalne ki zaroorat thi
Unke liye Kyun badle hum
Jinko kabhi logo ki kadar nahi thI.

Sunday, December 8, 2013

Har Pal

Teri Muskaan se hain humara din banta
Tujhe Gale laga ke hain saans aati
Teri aankon ko numb dekh ke, rooh hain kaamp uthti
Kyun hain khafa yeh dil poochta

Chote Chote lafz hain bahut kuch bolte
Yeh dil kitna dolta hain ke woh kabhi samajh hi nahi aata

Kare toh kya Kare.

Bas muskurake saara waqt bitaano tun
Toh hum bhi saath tumhaare muskuraate chalenge

Choti si zindagi hain aur kam hain waqt
Kyun rahe khafa jab har pal kuch naya hain dikhlahta.

Wednesday, November 13, 2013

Slow and Steady

Life is a race they said
Slowly yet steadily if one threads
He is bound to win towards the end
That is not How it works on this day.
With humans transforming into rats
Feeding off on each other's scraps
Transcending into cannibals we are here to stay.
Racing each other suppressing one's brother,
Carnage and bloodshed has been the way.
So slow and steady will not win you the race
Walking over a dead pool will take you ahead
The slower one is, the shaky he gets
Coz life favours only the survival of the fittest.

Friday, November 8, 2013

Ignorance


No vision no sight yet a man lives
Not happy not content with his circumstances.
He should be the most euphoric of all
Coz he sees not the atrocities committed in the world or during a war.
Yet he is plagued by the same grief a abled man is
Coz he does not ignore the unnecessary follies.
We have all been armed with an ability to carve our way out of the rut
To ignore the unimportant and embrace the serene beauty of the world.
Every man gifted or not, should learn
That life is a book and requires a good number of emends.

Monday, November 4, 2013

Khaali Dil

Saath chalte toh kya tha
Saath rookte toh kya tha

Dil bhi 4 kamro main bata hain
Par dard sehne ki kisi main shakti nahi

Akele se toh ghar bhi nahi basta
Do se phir man mutav shuru ho jaata hain

Akele toh reh nahi sakta kavi
Phir door jaana kyun hain zaroori?

Agar bandh gaye toh kya
Air toot gaye toh kya
Saath chalte toh mohabbat thi
Saath rukte toh tera aasra tha.

Dil toh bas bata hi reh gaya
Toota jab, adhoora hi main reh gaya.

Tuesday, October 29, 2013

Akela

Hain tu Chal pada akele
Is safar main na rahega koi saath tere
Chahe bula le kitno ko sang
Kisi ne nahi aana tujhe sehlaane
Kyunki is safar main hain sab akele

Na ma na baap na bhai na bhen

Kin se hain aas lagaye tu baitha
Sab hain is moh maaya main doobe

Har waqt khud se hi lad rahe
Kyunki is safar main hain sab akele